MUSKURAHAT
MUSKURAHAT,,,
Muskuraht har kisi ko naseeb nahi hoti ghamo ki barisho main har muskurat bheeg jati hai ay ghum ki barish hum per bars k kye milaga ga tujhe hum tu muskurahat kye talib hain hamin yuhi na bigho
hum nay tu muskurana hai lakh hum per ghamo ki barsat ho ,,,,,,,
khushi milay tu muskurahat a jati hai jeena hai tu muskura kr geo
gham tu zindgi main atay jatay rahain gay
THANKS
Comments
Post a Comment